Yaad Rakhna Pav Dharia Mp3 Song Download 2017



Pav Dharia Comes With New Punjabi Single Track Yaad Rakhna From Solo Album.This Song Lyrics By Pav Dharia.



Song – Yaad Rakhna
Singer – Pav Dharia
Album – Solo


Yaad Rakhna Lyrics Pav Dharia


Dil dooba ja raha hai,
Tera jadoo chaa raha hai,
Mere dil mein sama raha hai, O..
Kya bolun dil ki baatein,
Kat’ti na kaali raatein,
Kya kahun..,
Yaad rakhna har pal har chin sada,
Tum ban gaye ho khuda,
Kabhi hona na judaa,
Main hoon ik raat sa,
Tum hi jahan mere,
Tum hi ho ab subah,
Chalta yun hi rahe,
Apna yeh raabta, (x2)
Ooo….
Pyar main aaj jata dun,
Dil ki baat bata dun,
Tum mein gum ho jaun,
Khud ko main tujh mein mila dun,
Rab aur sab ko bhula dun,
Qayenat tujhe hi bana dun,
Chal jaye mera har zara,
Khud ko main aaj mita dun,
Yaad rakhna mit jaun main agar,
Gum jaun main agar,
Zinda rahegi tujh mein,
Mar jaun main agar,
Dardon ki tu shafa,
Jeene ki tu wajah,
Na dena yeh saza,
Kabhi hona na khafa,
Yaad rakhna har pal har chin sada,
Tum ban gaye ho khuda,
Kabhi hona na judaa,
Main hoon ik raat sa,
Tum hi jahan mere,
Tum hi ho ab subah,
Chalta yun hi rahe,
Apna yeh raabta,
Ooo….

Post a Comment

0 Comments